Search This Blog

Pages

Powered By Blogger

Monday, March 1, 2010

tum jo chaho ban sakti ho.

Ye jindgi tumhari hai,
Tum jo chaho wo ban sakti ho.
Kitabe, ped, adirish,kya hai...
Tum kisi ki hakikat bhi ban sakti ho.

Jindgi nahi chalti hai ,
dairy kuch ke panno se.
jindgi to jeete hai woe log,
jo sikhlate hai doosro ko jeena ,
kebal sarab hi nahi,
auro ke gum ko bhi peena.
Dairy likhna , kabitaen likhna, Sahi hai,
Par jindgi ka maksad ,
Sayad ye to nahi hai.

Dairy kya hai?
Kal kisi ki mohabbat me,
itan kho jaogi ,
dairy me likhe har sabd ko do jaogi.
Lekin tum Kal milna,
aur phir mushkurana,
Par ye na batana,
Ki, kya chahati ho tum?
Mujhe , ya dairy ke kuch panne ko.

Jhoot me hi sahi,
par Kabhi – kabhi ,
mere liye to ro liya bhi karo.
Sach me na sahi,
par sapno me to mujhe,
apni bahoon me le liya karo.

2 comments:

  1. bahut khub zanab...bahut achchhi hai...per aur bhi achchhi ho sakti thi...per aap lage rahe...safalta aapke kadam chumegi..

    with love,

    atul

    ReplyDelete